Mohabbat Mukhtasir Episode 7 — Watch Online on HUM TV
Mohabbat Mukhtasir episode 7 aired on 2026-11-08 — watch the full episode on HUM TV.
Published 8 November 2026
Episode Details
Mohabbat Mukhtasir Episode 7 aired on 2026-11-08 on HUM TV. The full episode is available on the channel's official YouTube page.
Watch the full episode here: https://www.youtube.com/watch?v=IguzhhrTp4U
Episode Summary
Is episode ki shuruat mein Mehra aur uski family ke ghar par ek parcel aane se hoti hai jiske liye 15,000 rupay ki payment ki zaroorat hoti hai. Mehra ki maa pareshan ho jaati hain. Mehra office mein advance loan maangti hai lekin manager mana kar deta hai. Ghar par Mehra ki apni maa se baat hoti hai aur woh ek doosri aurat Reema ke zariye loan ka sochti hain. Mehra ki behen Mona ko jab yeh pata chalta hai toh woh naraz hoti hai kyunki unke ghar mein pehle hi financial pressure hai. Yeh baat jab mehra ki saas ko pata chalti hai toh woh ek family gathering mein mehra aur uski maa par ilzaam lagati hain ke unhone jhoot bola. Is baat par ghar mein kaafi jhagda hota hai, aur mehra ki saas gusse mein ghar chhodne ki koshish karti hain. Baad mein Mehra office jaati hai jahan woh aur Moeez aapas mein milte hain aur ek doosre ko apne emotions convey karte hain. Mehra office mein apni behen ki shadi ke liye cards aur mithai baatne jaati hai aur Moeez ko bhi card deti hai. Moeez jab card kholkar dekhta hai toh woh hairan reh jata hai, aur episode yahin ek suspenseful cliffhanger par khatam ho jata hai.
Key facts
- Mohabbat Mukhtasir Episode 7 aired on 2026-11-08.
- Channel: HUM TV.
- Watch the full episode: https://www.youtube.com/watch?v=IguzhhrTp4U
- YouTube views: 91,495.
- Episode summary added 2026-11-08.