Nashtar Episode 27 — Watch Online on Geo TV

Nashtar episode 27 aired on 2026-11-06 — watch the full episode on Geo TV.

Published 6 November 2026

Episode Details

Nashtar Episode 27 aired on 2026-11-06 on Geo TV. The full episode is available on the channel's official YouTube page.

Watch the full episode here: https://www.youtube.com/watch?v=uhIhAlvBDaU

About Nashtar

Shah Dawood, the arrogant heir to a powerful landowning family, clashes with Bareera Aijaz, a principled university student who refuses to bow to his authority. Forced into an unexpected marriage, their constant battles gradually give way to respect and love. But when Tamseel, Shah’s longtime admirer, refuses to accept Bareera, their fragile relationship is put to the ultimate test. Can Shah and Bareera overcome jealousy, family pressure, and their differences to find lasting love?

Episode Summary

Is episode ki shuruat mein Barira apnay ghar mein paudhon ko pani de rahi hai aur usay puranay din yaad aatay hain jab Daud usay apnay sath laya tha lekin phir chorh kar chala gaya tha. Kabir apnay baba se baat karta hai ke Manha aunty bohat pareshan hain kyun ke Rafe, Seerat se apni mangni tornay ka elan karnay wala hai. Baba kehte hain ke rishtay itni asani se nahi toray jatay, aur Kabir kehta hai ke Barira bhi to yehi sab kuch kar rahi hai aur uska faisla Rafe ke faislay ki buniyad ban raha hai. Baba aur Kabir, Barira ke paas jatay hain aur Barira kehti hai ke woh aur baba yahin apnay mulk aur ghar mein rehna chahtay hain. Kabir kehta hai ke woh baba ko sath le jana chahta tha lekin baba yahin rehna chahtay hain, aur baba kehte hain ke Barira ki shadi Shah Daud se ho chuki hai isliye usay uskay sath rehna chahiye. Barira phone par Daud se baat karti hai aur poochti hai ke kya woh apnay andar badla lenay ki dhun ko khatam kar sakta hai ya nahi. Daud kehta hai ke woh Barira ki khushi chahta hai aur usay apnay dil ki baat karnay ki ijazat deta hai. Baad mein Barira aur Seerat ki mulaqat hoti hai jahan Seerat kehti hai ke usnay suna tha ke Barira aur Rafe aik honay walay thay aur is baat par Seerat ka dil toot gaya tha lekin jab usnay Rafe ko khush dekha toh uska ghum kam ho gaya. Seerat kehti hai ke Rafe sach mein usse mohabbat karta hai aur usi ka muntazir hai. Episode ke akhir mein Kabir aur baba, Barira ke ghar aatay hain aur baat cheet ke dauran wahan kuch log Barira ke liyeher qisam ke phoolon ke baray baray bouquets le kar atay hain jinhay dekh kar sab hairan ho jatay hain, aur episode yahin khatam ho jata hai.

Key facts

  • Nashtar Episode 27 aired on 2026-11-06.
  • Channel: Geo TV.
  • Watch the full episode: https://www.youtube.com/watch?v=uhIhAlvBDaU
  • YouTube views: 745,813.
  • TMDB: Nashtar (id 332312).
  • Episode summary added 2026-11-06.