Uswah Episode 47 — Watch Online on Geo TV

Uswah episode 47 aired on 2026-11-08 — watch the full episode on Geo TV.

Published 8 November 2026

Episode Details

Uswah Episode 47 aired on 2026-11-08 on Geo TV. The full episode is available on the channel's official YouTube page.

Watch the full episode here: https://www.youtube.com/watch?v=w8WMftQAkC0

Episode Summary

Uswah episode 47 ki shuruat mein Uswah apni behan ko bataati hai ke usey lagta hai kay shohar ki mohabbat ek bari neemat aur taqat hai jisse insan ko duniya mein kisi ka dar nahi rehta. Phir Uswah ko apni ammi ka phone aata hai ke unhein head injury hui hai aur surgery lazmi hai, aur doctor ne 50 lakh jama karwane ko kaha hai warna surgery shuru nahi hogi. Uswah aur uski behan pareshan ho jati hain aur zewar bechne ki koshish karti hain, lekin ammi ki saas aur devar is baat par naraz hote hain ke zewar bechne se operation ke akhrajaat pure nahi honge aur woh ye zewar bechne se mana karte hain. Uswah ke husband Isa apni meeting mein masroof hote hain aur apna phone silent par rakh dete hain jis ki wajah se Uswah un se rabta nahi kar pati. Uswah pareshani ki halat mein auto rikshaw mein baith kar Isa ke ghar jati hai, jahan Isa ki pehli biwi Faria bhi mojood hoti hai. Uswah Isa ko ammi ki halat aur surgery ke liye 50 lakh ki zaroorat ke bare mein batati hai. Faria kehti hai ke agar Uswah Khula ke papers par sign karde toh woh ammi ki surgery ke liye 50 lakh de degi. Uswah ye sun kar sadma aur bechaini ki halat mein chup khari rehti hai aur episode yahin khatam ho jata hai.

Key facts

  • Uswah Episode 47 aired on 2026-11-08.
  • Channel: Geo TV.
  • Watch the full episode: https://www.youtube.com/watch?v=w8WMftQAkC0
  • YouTube views: 561,951.
  • Episode summary added 2026-11-08.